Udaan: Hunar Se Atmanirbhar Tak
Women Empowerment
Started: Aug 03, 2026
Ends: Aug 05, 2026
Aarthik azadi hi asli azadi hai. Humari 'Udaan' muhim ka maqsad un mahilaon ko aage lana hai jo resources ki kami ke karan apna hunar dunya ko nahi dikha pati hain. Is campaign ke tahat hum zarooratmand mahilaon ko tailoring, computer literacy, digital marketing, aur handicraft jaisi vocational training dete hain. Aapka ek chota sa yogdan unhe raw material aur sikhne ke liye sahi tools mahaiya karayega. Aaiye milkar unhe is qabil banayein ki wo apne parivar ka sahara ban sakein aur samaj me sar utha kar jee sakein.